Gaon mein halki halki sardi padti hai to Ammi aur dono bahanen peti se kambal nikalti hain aur chhat par charpai laga kar sone ki taiyari karti hain. Raat ko kambal ke liye dono bahanon ki funny ladai ho jaati hai aur Ammi unhein daant kar chup karwa deti hain. Subah dono kheti se tazi sabziyan tod kar laati hain aur phir milkar tasty macaroni banati hain. Aakhir mein ped ke neeche baith kar macaroni khati hain. Ek pyari si desi family comedy story.

