Mohammad Rehan ne ek E-Rickshaw ko modify karke tractor jaisa vehicle bana diya. Sirf ₹1.5–2 lakh ke budget mein tayyar hua ye innovation ab social media par viral ho raha hai aur log is desi jugaad ki tareef kar rahe hain.#ERickshaw #Tractor #DesiJugaad #Innovation #Farming #Mahindra #HindiShorts #Viral #Trending #Facts

